[Intro]
Cadd9 G D
Cadd9 G D
Cadd9 G D
Hmm Hmm Hm
Cadd9 G D
Hmm Hmm Hm
[Chorus]
D
Tu keh de toh
Cadd9 D
Aaj se dil tera hai
Cadd9 D
Durr na jayega yeh kabhi
Cadd9 D
Aya toh tha yeh mehmaan banke
Dsus4 D
Reh jaye yahin
D
Tu keh de toh
Cadd9 D
Kal ke din ka sawera
Cadd9 D
Teri hi baahon mein ho yahin
Cadd9 D
Shaam bhi tere hi naam kardein
D
Kaho toh sahi
[Pre-chorus]
D
Tu keh de toh
Cadd9
Dil hai
D
Har din hai
G D
Tere liye
D
Tu mangey toh
Cadd9
Jaan bhi
D
Le ja abhi
G D
Kuch na kahein
[Chorus]
Cadd9
Bas pyaar se keh do
D
Ek baar mujhse
Cadd9 D
Duniya bana dunga main nayi
Cadd9 D
Jo bhi tere dil mein aaj aye
Dsus4 D
Sab ho wahin
[Bridge]
Em7
Bolo na
Cadd9
Jo bhi hai dil mein
G D
Mere yeh dil se
Em7
Keh do na
Cadd9
Jo bhi hai dil mein
G
Mere yeh dil se
C
Mere yeh dil se
Em7
Kaho
Em7
Teri
Cadd9
Kya arzoo
G
Main sunne ko
D Em7
Betaab hoon
Em7
Kya karein
Cadd9
Tere liye
G
Bolo na
D
Arey bolo na
Em7
Main hoon tere
Cadd9
Isharon pe
G
Tu bol de
D Em7
Isharon se
Em7
Kya karein
Cadd9
Tere liye
G
Bolo na
D
Arey bolo na
[Chorus]
D
Tu keh de toh
Cadd9 D
Sab ki nazaron ke agay
Cadd9 D
se tujhko chura le jaun abhi
Cadd9 D
Logon ki baaton se kya hi lena
D
Parwah Nahin
D
Yaan keh de toh
Cadd9 D
Teri nazron ke agay
Cadd9 D
Betha rahe mera dil yahin
Cadd9 D
Aya toh tha yeh mehmaan banke
D
Reh jaye wahi
Cadd9 D G
Mehmaan hi
[Intro]
Hm-hm-mh
Hm-hm-hm
[Verse 1]
Tu keh de toh aaj se dil tera hai
Door naa jayega yeh kabhi
Aaya toh tha yeh mehmaan banke
Reh jaaye yahin
Tu keh de toh kal ke din ka savera
Teri hi baahon mein ho yahi
Shaam bhi tere hi naam kar dein
Kaho toh sahi
[Chorus]
Tu keh de toh dil hai
Har din hai tere liye
Tu maange toh jaan bhi
Le jaa abhi, kuchh naa kahein
[Verse 2]
Bas pyaar se keh do ek baar mujhse
Duniya bana doonga main nayi
Jo bhi tere dil mein aaj aaye
Sab ho wahin
[Verse 3]
Bolo naa
Jo bhi hai dil mein mere dil se
Keh do naa
Jo bhi hai dil mein mere dil se
Mere dil se, kaho
[Bridge]
Teri kya aarzoo
Main sun ne ko betaab hoon
Kya karein tere liye?
Bolo naa, arey, bolo naa
Main hoon tere ishaaron pe
Tu bol de ishaaron se
Kya karein tere liye?
Bolo naa, arey, bolo naa
[Verse 4]
Tu keh de toh sabki nazron ke aage
Se tujhko chura le jaaun abhi
Logon ki baaton se kya hi lena
Parwaah nahi
Ya keh de toh teri nazron ke aage
Baitha rahe mera dil yahin
Aaya toh tha yeh mehmaan banke
Reh jaa wahin mehmaan hi
Tab not available
Buy song
Tu Keh De Toh on iTunes store
Support artists with purchashing the original song!
Related Tabs
Advertisement
Leave a comment