[Intro] A E7 (or the following tab) e|---------------------------|-------------------| B|-2h3-2--0-2--0h2p0h2p0h2p0-|-------------------| G|---------------------------|-2-1-2-------------| D|---------------------------|-------------------| A|---------------------------|-------------------| E|---------------------------|-------------------| [Verse 1] A A Jogi Tu Musafir Hain Toh Pinjare Main Kaidi Main Ta D E7 Dilon Ke Jue Main Mahir Jebo Me Na Meri Paisa A A Baant Lunga Jo Bhee Mera Tu Jo Mujhko Kehde Tera D E7 Rab Ka Dulhara Main Toh Dil To Tera Azaad Parinda A A Ye Jo Bekaraari Hai Kaisi Raazdaari Hai D D Door Jo Hua Mai Tu Paas Kyun Na Aati Hai A A Mahfile Sajata Hu Yaad Hi Rulati Hai D E7 Kab Tum Miloge Hai Baat Ek Baaki [Chorus] A Kaisa Hu Jo Ishq Na Mila Hai Itne Arso Se D Ab Jo Hogaya Vo Khogaya Hai Kitna Tarsoge A Maatam Manaoge Kya A Atakan Hataoge Kya D Dmaj7 Khud Ko Jalaoge Kya A Tum Se Tum Tak Ye Laagi Lagan Dmaj7 Tum Se Tum Tak Hum Honge Khatam [Verse 2] A A Kara Tune Jaadu Kaisa Pilu Mai Zeher Ye Tera D E7 Aaj Bhi Ye Sochu Shayad Tere Dil Me Shaamil Mai Tha A A Tod Do Bharam Ye Mera Bin Tere Na Rab Bhi Mera D E7 Aadha Hi Raha Hu Mai To Aadha Hi Bana Le Tera A A Kaisi Yeh Bimaari Hain Tumse Hee Paayi Hain D E7 Fanda Gale Pe Tha Kursee Tumhaari Hain A A Kaisi Yeh Laachari Hain Sir Pe Tabhai Hain D E7 Kapde Humare Hain Khushboo Tumhaari [Chorus] A Kaisa Hu Jo Ishq Na Mila Hai Itne Arso Se D Ab Jo Hogaya Vo Khogaya Hai Kitna Tarsoge A Maatam Manaoge Kya A Atakan Hataoge Kya D Dmaj7 Khud Ko Jalaoge Kya A Tum Se Tum Tak Ye Laagi Lagan Dmaj7 Tumse Hume Ab Hogi Jalan A Raaton Ko Mai Ye Khodu Kabar Dmaj7 Tum Se Tum Tak Hum Honge Khatam A Tum Se Tum Tak Ye Laagi Lagan Dmaj7 Tumse Hume Ab Hogi Jalan A Raaton Ko Mai Ye Khodu Kabar Dmaj7 Tum Se Tum Tak Hum Honge Khatam
[Intro]
Jogi tu musaafir hai toh pinjre mein qaidi main taan
Dilon ke jue mein maahir, jebon mein na meri paisa
Baat loonga jo bhi mera, tu jo mujhko keh de tera
Rab ka dulaara main toh, dil toh tera aazaad parinda
[Verse 1]
Ye jo be-qaraari hai, kaisi raazdaari hai
Door jo hua main, tu paas kyun na aati hai?
Mehfilein sajaata hoon, yaad hi rulaati hai
Kab tum miloge? Hai baat ek baaqi
[Pre-Chorus]
Kaisa hoon jo ishq na mila hai itne arson se
Ab jo ho gaya woh kho gaya hai, kitna tarasoge?
Maatam manaoge kya? Atkan hataoge kya?
Khud ko jalaaoge kya?
[Chorus]
Tum se tum tak ye laagi lagan
Tum se tum tak hum honge khatam
[Verse 2]
Kara tune jaadu kaisa? Pee loon main zehar ye tera
Aaj bhi ye sochoon shaayad "tere dil mein shaamil main tha"
Tod do bharam ye mera, bin tere na Rab bhi mera
Aadha hi raha hoon main toh aadha hi bana lе tera
[Verse 3]
Kaisi ye beemaari hai, tum se hi paayi hai
Phanda galе pe tha, kursi tumhaari hai
Kaisi ye laachaari hai, sir pe tabaahi hai
Kapde hamaare hain, khushboo tumhaari
[Pre-Chorus]
Kaisa hoon jo ishq na mila hai itne arson se
Ab jo ho gaya woh kho gaya hai, kitna tarasoge?
Maatam manaoge kya? Atkan hataoge kya?
Khud ko jalaaoge kya?
[Chorus]
Tum se tum tak ye laagi lagan
Tum se humein ab hoti jalan
Raaton ko main ye khodoon qabar
Tum se tum tak hum honge khatam
[Outro]
Tum se tum tak ye laagi lagan
Tum se humein ab hoti jalan
Raaton ko main ye khodoon qabar
Tum se tum tak hum honge khatam
Tab not available
Buy song
Tum Se Tum Tak on iTunes store
Support artists with purchashing the original song!
Advertisement
Leave a comment