no capo! [verse] Bm Mein or tu kaafi the, na thi koi zaurat Em Dil bhi tera, tere chehre jitna khubsurat C Yehi soch k mein tujhmein pura kho gaya Kya socha tha, kya se kya ho gaya Bm Meini tujhko puchu kya tha ye tu kehti sab mazak tha Em Band gaya tha tujhse 'ab band ho gaya raasta C Tujhko mera vaasta, jawab de sawaal ka tere pyaar k chaal ka Mere pure haal ka mein abhi bhi yaad karke rota Bm Kitna kia tha samjhota jitna bada samjha humko Em Utna ho gaya mein chota tujhe na kadar, tujhe na asar C Chodi na tune koi bhi kasar jaana chata tujhse door Bm Fir bhi teri saari khabar par abhi na padta farak Em Dil ki baat kehni thi ek aakhri baar teri bewafai sehni thi C Teri gulami se ho gaya hu 'ab aazad Dhya se sunle ye baat ki [chorus] Em C D Aakhri baar, kia pyaar tujhe Em C D Aakhri baar, Em C D Aakhri baar, kia yaad tujhe Em C D Aakhri baar, [instrumental] Em C Em C Em C Em C Em C Em C Em C Em C [verse] Em vo saare lamhe 'ab aate mere samne Jab base the ek duje k dil or jaan mein C jab bassi thi teri saase teri muskaan mein Tabhi ye faasle mere roz praan le Em mein abhi bhi vohi hu tujhe doondh raha Tu he mujhe dikh rahi tera naam goonj raha C Barsati thi mujhmein pyaar ki baarish 'ab doondhne par bhi na milti hein boonde yaha par Em kyu kia esa, chod dia tadapne ko Kyu di yaad jab deni thi rakhne ko C Rakh dia par apne ko, dil ka dard chakhne ko Pehle haat pakda fir kehdia hatne ko Em itna aasan tha toh mujhko bhi sikha jaati Kehdu teri kushbu mein din raat teri yaad aati [chorus] Em Aakhri baar, C D ( socha hum dono k baare mein ) Em Aakhri baar C D ( mere saare jazbaat haare the ) Em Aakhri baar C D ( jo sehna tha seh lia ) Em Aakhri baar C D ( jo kehna tha keh dia ) Em C D Aakhri baar, kia pyaar tujhe Em C D Aakhri baar, Em C D Aakhri baar, kia yaad tujhe Em C D Aakhri baar,
Main aur tu kaafi thhe na thi koi zaroorat Dil bhi tera, tere chehre jitna khoobsurat Yahi soch ke main tujhme poora kho gaya Kya socha tha, kya se kya ho gaya... Main tujhko puchun kya tha ye Tu kehti sab mazaak tha Bandh gaya tha tujhse Ab bandh ho gaya raasta Hai tujhko mera vaasta Jawaab de sawaal ka Tere pyaar ke jaal ka Mere bure haal ka Main abhi bhi yaad karke rota Kitna kiya tha samjhota Jitna bada samjha humko Utna ho gaya main chhota Tujhe na kadar Tujhe na aasar Chhodi na tune koi bhi kasar Jaana chahta tujhse door Phir bhi teri saari khabar Par abhi na padta farak Dil ki baatein kehne thi Ek aakhri baaar teri bewafaai sehne thi Tere ghulami se ho gaya hoon ab azaad Dhayan se sun le ye baat ki... Aakhri baar kiya pyaar tujhe aakhri baar Aakhri baar kiya yaad tujhe aakhiri baar Wo saare lamhe ab aate mere saamne Jab base the ek dooje ke dil aur jaan mein Jab basi thi saansein teri muskaan mein Tabhi ye faasle mere roz praan le Main abhi bhi wahin hoon tujhe yahi dhoondh raha Tu hi mujhe dikh rahi tera naam gunj raha Barsaati thi mujhpe pyaar ki barish Ab dhundhne par bhi naa milti hai boondein yahaan Kyun kiya aisa, chhod diya tadapne ko Kyun di yaadein jab deni thi rakhne ko Rakh na bhatakne ko, dil ka dard chakhne ko Pehle haath pakda phir keh diya hatne ko Itna asaan tha toh mujhko bhi sikha jaati Keh doon teri khushboo mein din raat teri yaad aati Lag raha hai khud se kar raha hoon baatein Kahne na bachi koi baat baaki Aakhri baar.. socha hum dono ke baare mein Aakhri baar.. mere saare jazbaat haare the Aakhri baar.. jo sehna tha seh liya Aakhri baar.. jo kehna tha keh diya Aakhri baar.. kiya pyaar tujhe aakhri baar Aakhri baar.. kiya yaad tujhe aakhiri baar Aakhri baar.. kiya pyaar tujhe aakhri baar Aakhri baar.. kiya yaad tujhe aakhiri baar
Tab not available
Buy song
Aakhri Baar on iTunes store
Support artists with purchashing the original song!
Advertisement
Leave a comment